SAWAL:-
Baccha Ki Paidais Hote Hi Inteqaal Hojaye To Kya Us Ko Gusl Aur Uski
Namaz E Janaza Padayi Jayegi Us Ke Liye Kya Hukm Hai ?
JAWAB:- Agar Zindah Paida Hone Ke Ba'd Inteqal Hua To Usko Gusl O Kafan Denge Aur Namaz E Janazah Bhi Padhenge,
💢Aur Muradah Paida Hua To Gusl O Kafan Masnoon Nahin Aur Na Hi Namaz E Janazh Padhenge Waise Hi Nahla Kar Ek Kapde Mein Lapet Kar Dafn Kar Den.
والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI
📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html