SAWAL:- Agar Namaz Ki Halat Me Ehtelam Ho Gaya To Kya Namaz Ho Jayegi Ya Nahi Ya Gusl Karke Wapis Dohrani Padegi ?
JAWAB:- Bedaari Mein Mani Nikle Ise Ihtelam Nahin Kahte, Haan Agar Namaz Hi Mein Be Khabr So Gaya To Is Tarah Sona Khud Hi Naaqiz E Wazu Hai Phir Agar Ihtelam Bhi Ho Gaya To Namaz Bhi Faasid Ho Gayi Is Soorat Mein Gusl Ke Ba'd Namaz Phir Padhen
💢Aur Agar Bedaari Mein Mani Shahwat Ke Saath Nikli To Gusl Farz Hai Aur Agar Shahwat Ke Saath Na Nikli Balkeh Kisi Beemaari Wagairah Ki Wajah Se Nikli To Gusl Farz Nahin.
♻Dono Hi Soorato Mein Namaz Toot Gayi
Pahli Soorat Mein Gusl O Wazu Ke Ba'd Namaz Phir Se Padhen Aur Dosri Soorat Mein Sirf Wazu Kar Ke Namaz Padh Len.
والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI
📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html