SAWAL:-  Aise Halat Aa Gaye Ki Aurat Ko Nikah Padhaana Pada Hindu Ladka Muslim Ladki Thi Jab Wahan Ke Imam Ne Nahi Padhaya Aur Kalma Bhi Nahi Padhaya To Nikah Padhne Walon Ko Samaj Se Nikal Diya Gaya

Fir Dubara Nikah Padhaya Gaya Imam Ke Jariye To Kya Pahla Nikah Najayej Tha Aur Dusra Nikah Jayej ?

JAWAB:-  Muslimah Ladki Ka Nikah Kisi Kafir Se Nahin Ho Sakta. Ye Nikah Nahin Zina Ki Dalali Hai Wo Aurat Bhi Nikah Padhaane Ki Wajah Se Sakht Gunahgaar Hai Aur Jitne Log Us Naam Nihaad Nikah Mein Shareek Huye Wo Sab Gunahgaar Hain  Sab Par Taubah Farz Hai.
💢Dusra Nikah Agar Ladke Ke Islam Qubool Karne Ke Ba'd Hua To Ye Nikah Sahih Hai.

والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI

📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html