Sawal:- Agar Garibo Ko Khaana Kihlane Ki Mannat Mangi Ho Kisi Kam Ya Khas Din Ki Wajah Se To Kya Koi Bhi Garib Ko Khila Den Ya Fir Sunni Sahi Ul Aqeeda Ko Hi Khilana Chahiye ? Aur Agar Sunni Sahi Ul Aqeeda Gareeb Na Mile Tab Kya Kiya Jaye ?

Jawab:- Sadqa E Wajibah Ke Liye Faqeer Ka Musalman Hona Zaroori Hai Kisi Kafir Ko Diya To Sadqa Ada Nahin Hoga,
Lihaza Mazkoorah Soorat Mein Kafir Faqeer Ko Khana Khilane Se Mannat Poori Na Hogi Balkeh Gunaah Bhi Hoga Keh Yahan Ke Kuffar Harbi Hain Aur Harbi Kafir Ke Liya Kisi Bhi Qism Ka Sadqa Jaayez Nahin.

والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI

📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html