Sawal:-
Samandar Se Milne Wali Khane Wali Chije Jaise Fish To Halal Hai Par
Jhingaa (Pawn), Kekda, Octopus Kya Inhe Khana Jayiz Hai ?
Jawab:- Huzoor Sadrushshari'ah Badruttariqah عليه الرحمة والرضوان Irshad Farmate Hain -
Jhinge Ke Mutaliiq Ikhtilaf Hai Kee Ye Machhli Hai Ya Nahin Isi Bina Par Iski Hiilat O Hurmat Mein Bhi Ikhtilaf Hai Bazaahir Uski Soorat Machhli Ki Si Nahin Maloom Hoti Balkee Ek Qism Ka Keeda Maloom Hota Hai Lihaza Isse Bachna Hi Chahiye.
#(Bahar E Shari'at, Hissa-15, Safah-126 Halaal O Haraam Janwaro Ka Bayan )
♻Machhli Ke Ilawah Koi Dosra Samandri Janwar Halaal Nahin.
والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI
📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html