Sawal:-  Taalib Hona Kya Hai ?

Jawab:-  Apne Peer Ki Bai'at Par Qaaim Rahte Huye Kisi Dosre Peer Se Mureed Hona Taalib Kahlata Hai.

Sawal:- Kya Taalib Hone Ke Liye Murshid Ki Ijazat Zaruri Hai ?

Jawab:- Taalib Hone Ke Liye Murshid Ki Iajzat Zaroori Nahin Haan Agar Murshid Maujood Ho To Behtar Hai Keh Ijazat Le Len.

Sawal:- Agar Musrhid Duniya Mein Ho Ya Na Ho To Ijazat Kaise Len ?

Jawab:- Agar Murshid Ka Inteqaal Ho Gaya Ya Bahut Door Hain To Is Soorat Mein Ijazat Ki Koi Zaroorat Nahin.

والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI

📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html