بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
☪Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين Ka Darja
🏵Har Nabi عليه السلام K Saathi Huwe jinhe Hawari Kaha Jata Hai Jis Tarah Huzoor Rehmat E Aalam Hazrat Muhammad E Mustafa صلى الله عليه وسلم Tamam Nabiyo Me Sabse Afzal Makam Rakhte Aur Sabke Sardaar Huwe,
🍀Aap ki Ummat Tamam Nabiyo Ki Ummat Me Sabki Sardaar huwi Us Tarah Aap Ki Ummat K Wali Auliya Ulema Bhi Sab Tamam Ummato k Auliya Ulma k Sardar Huwe Hai,
🏵Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين Ka Makam Bhi Us tarah k Dunya Ki Tamam Ambiya عليه السلام k Hawarin se Badke Makam Aur Martaba Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم k Sahaba Huwe
🍀Koi Gaus Kutoob Abdaal Kitna Hi Amal kare Kisi bhi Makam ko Pahoche Hatta k Aakhir Din tak Aane Waale Insaan Bhi Jama Hojaye to bhi Makam E Sahaba k Ird Gird nahi pahuch Sakte Hai Aur Ho Bhi Kyu Naa Unhe Sohbat Bhi To Tazdaar E Kaynaat Hazrat Muhammad E Mustafa صلى الله عليه وسلم ki Mili Hai.
🏵Aur Phir Tamam Sahaba Ka Bhi Darja Ek Jaisa Nahi Ahle Sunnat Wa JamaatKa Ispe Izma Hai k
Ambiya عليه السلام k baad sabse Bada Darja Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين Ka Hai
🍀Aur unme Sabse Awwal Ameerul Momineen Yaar Gaar E Mustafa Sayyidna Siddiq E Akbar Abu Bakr Siddiq رضي الله عن phir Farooque E Aazam رضي الله عنه, Usman Zunnuraian رضي الله عنه Aur Phir Maula E Kaynat Tazdar E Hallata Maula Ali Mushkil Kusha رضي الله عنه Ka Makam Hai.
🏵Phir Wo Ashra E Mubbashara 10 Khush Nasib Sahabi jinhe Dunya me Jannati Hone Ki Basharat Di Gyi, Baitur Rizwan Karne Waale Tamam Sahaba, Muhajireen jinhone Makkah E Muazama Se Madina E Munawaara Hizrat Ki, Ashab E Badr, waale is trah fazilat aur Darje.
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/fazail-e-sahaba.html