بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Sahaba K Imaan Par ALLAH Tabarakwatala ki MOHAR HAI.

Ayat 02 :

أُولٰئِكَ كَتَبَ في قُلوبِهِمُ الإيمانَ وَأَيَّدَهُم بِروحٍ مِنهُ ۖ وَيُدخِلُهُم جَنّاتٍ تَجري مِن تَحتِهَا الأَنهارُ خالِدينَ فيها ۚ

🏵“Ye Hai Woh Log Jinke Dilon Me ALLAH Ne Imaan Naqsh Kar Diya Aur Apni Taraf Ki Rooh Se Inki Madad Farmayi Aur Inhein Baagon Mein Le Jayega Jinke Neeche Nehrein Beh Rahi Hai, Hamesha Rahenge Unmein”
📜Surah Mujadilah Ayat 22

🍀Ayat E Karima Me Sahaba K Dilo Me Imaan K Naqsh hone ki baat kahi gayi ab Yaha Naqsh ka Kya Maana Hai Ek Misal Se samjhe Jab Deewar me kisi cheez ko tarash kar uspe Naqsh karde to wo mithaya nahi jaa sakta Is tarah Naqsh karda Imaan Sahaba Ka huwa aur ye naksh ALLAH tabarakwatala ne kiya
Hai

🏵Ab jinke Imaan ko ALLAH ne Naqsh kar diya jo Quran kehta hai aur ek khabis Ibn Saba yahudi Shia Grp ye kahe k Tamam Sahaba Nauzbillah Islam se phir gaye to ye kitni badi tauheen aur munafikat kufriya baat hai.

--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Parts
https://MjrMsg.blogspot.com/p/fazail-e-sahaba.html