بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
☪Jo Sahaba Ko Takleef Pahuchaye Usne Huzoor صلى الله عليه وسلم Ko Takleef Pahuchayi
Hadees 03:
🏵“Hazrat Abdullah Bin Mughaffal رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Ke Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :
🍀˝Mere Sahaba رضي الله عنهم اجمعين Ke Baarey Mein Allah Ta’ala Se Daro, Allah Se Daro Aur Mere Baad Inhe Tanqeed Ka Nishaana Na Banaana,
🏵Kyun Ke Jis Ne In Se Muhabbat Ki Us Ne Meri Wazah Se Un Se Muhabbat Ki Aur Jis Ne Un Se Bughz Rakha Us Ne Mere Bughz Ki Wazah Se Un Se Bughz Rakha
🍀Aur Jis Ne Unhey Takleef Pahunchaayi Us Ne Mujhey Takleef Pahunchaayi Aur Jis Ne Mujhe Takleef Pahunchaayi Us Ne Allah Ta’ala Ko Takleef Pahunchaayi Aur Jis Ne Allah Ta’ala Ko
Takleef Pahunchaayi Anqareeb Allah Ta’ala Usey Pakreyga.”
📜(Sunan Tirmizi, Vol : 05, Pg : 696, Book No 49 Kitab Manakib, Baab : Ana Rasool Allah صلى الله عليه وسلم, Hadees : 3862)
(Musnad E Ahmad Ibn Hambal, Vol:05,Pg :54&57, Hadees -20549, 20578)
📜(Imam Bayhaqi Shoebul Imaan Vol : 02, Pg : 191, Hadees : 1511)
(Imam Daylami Al Musnad Ul Firdaus, Vol : 01, Pg : 146, Hadees : 525)
Imam Tirmizi ne is hadees ko Hasan likha hai.
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/fazail-e-sahaba.html