بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم

☪Quraan Aur Sahaba E Kiram رضي الله عنهم اجمعين

🏵Quran E Mukaddas Me Jamat E Sahaba k Manakib Aur Fazail Me Beshumar aayat Mauzood Hai Ye Wo Mubarak Jamaat hai k jinko samjhe bina Quran Nahi Samjha Jaa sakta Hai

🍀Quran ki aayat Farman E Ilahi Aur Irshadat E Nabvi Ko Dunya Me Failane waale Jamat wo ye sahaba ki jamaat hai.

🏵Yaha Hum Kuch Aayat E Karima Fazail E Sahaba par pesh kar rhe hai.

☪Imaan Laana Hai par Kaise ?

Ayat 01 :

وَإِذا قيلَ لَهُم آمِنوا كَما آمَنَ النّاسُ قالوا أَنُؤمِنُ كَما آمَنَ السُّفَهاءُ

🏵“Aur Jab Unse Kaha Jaaye Imaan Lao Jaise Aur Log Imaan Laaye To Kahe Kya Hum Ahmako Ki
Tarah Imaan Le Aaye”
📜Surah Baqrah Ayat : 13

🍀Is Aayat e Mubaraka Me Saaf Alfaz Me mauzood hai k ALLAH Irshad Farmata hai k Imaan leke aao ab Sawal hai kiski tarah laaye ?

🏵Khud farmata hai Us tarah laao jis Tarah ye log Imaan Laaye ab Imaan Laane waale wo log kon the ?

🍀To wo Sirf Aur Sirf Wo Jamaat E Sahaba hai Jinke Imaan ko, aqaid ko hume Follow karna hai unke tarah imaan laana hai goya Hume Imaan laane pe bhi taqleed e Sahaba karni hai.

--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/fazail-e-sahaba.html