بسم الله الرحمن الرحيمالصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
☪Sahaba k Mutallik Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Wasiyat Aur Nasihat
Hadees 04:
🏵“Hazrat Jaabir Bin Samurah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Unho ne Bayan Kiya Ke Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Jaabiya Ke Maqaam Par Hame Khutba Diya, Phir Farmaya :
🍀Hamare Darmiyan Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Yoo’n Qiyam Farmatey They Jaise Mein Tumhare Darmiyan Khara Hoo’n Aur Aap صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :
🏵Mere Sahaba Ke Baare Mein Meri Hifaazat Karo (Ya’ni Un Ki Izzato Ehteraam Karo.) (Aur Un Logon Ki Izzato Ehteraam Karo) Jo In Ke Baad Aaney Waaley Hain. Phir (Un Logon Ki) Jo In Ke
Baad Aaney Waaley Hain.
🍀Aur Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Se Marwi Aik Riwayat Mein Farmaya : Mere Sahaba Se Achchha Sulook karna"
📜(Sunan Ibn Majah Vol : 03,Pg : 353, Kitab Al Ahkaam, Hadees : 2363)
(Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, Vol : 01, 98, Hadees : 144)
📜(Imam Hakim Al Mustadrak, Vol : 01, Pg : 187,188, Hadees : 388, 390)
(Imam Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, Vol : 06, Pg : 306, Hadees : 6483)
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/fazail-e-sahaba.html