✳Sawal:- Hum Log Kabrastan Main Qabron Par Jo Pani Dalte Hain Kya Usse Mayyat KO Sawab Pahunchta Hai ❓ Jawab Inayat Farmayen.
✴Jawab:- Aala Hazrat Azeemul Barakat Saiyyiduna Imam Ahmad Raza Fazil E Barailvi رضى الله تعالى عنه Irshad Farmate Hain-
🌟Ba'd E Dafn Qabr Par Paani Chhirakna Masnoon Hai Aur Agar Marur E Zamaan (Waqt Guzarne) Se Uski Khaak Muntashir Ho Gayi Ho Aur Nayi Daali Gayi Ya Muntashir Ho Jaane Ka Ihtemaal Ho To Ab Bhi Paani Daala Jaaye Kee Nishani Baaqi Rahe Aur Qabr Ki Tauheen Na Hone Paaye. Iske Liye Koi Din Mu'ayyan Nahin Ho Sakta Jab Haajat Ho.
💢Aur Be Haajat Paani Ka Daalana Zaa'e (Barbaad) Karna Hai Aur Paani Zaa'e (Barbaad) Karna Jaayez Nahin Aur 'Aashurah Ki Takhsees Mahaz Be Asl O Be Ma'na Hai.
#(Fatawa Rizviya Jild 4 Safah 185 Mulakhkhasan )
🌟Lihaza Jin Sooraton Men Qabr Pe Paani Daalne Ki Ijazat Hai Un Sooraton Men In Amal Ka Sawab Mayyit Ko Eesaal Kare To Zaroor Mayyit Ko Faaidah Hai.
والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- MUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVI
📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/1.html