✳Sawal:- Ek Shakhs Hai, Wo Sunni Imam Ke Dars Me Bhi Baithata Hai. Sunniyon Se Salam Kalam Bhi Karta Hai. Tableegi Jamat Se Bhi Taalluk Rakhta Hai. Pakka Sunni Bhi Wo Nahi Hai. Ahle Sunnat Ke Khilaf Bolta Bhi Nahi Hai. (Uske Baap Ka Taalluk Deobandiyon Se Hi Ziyada Tha)

1). Kya Us Shakhs Se Salam Kalam Kar Sakte Hain?

2). Kya Usse Business Kar Sakte Hain?

3). Agar Wo Hath Pakar Ke Baitha Kare To Kya Hum Usko Ek Qaum Ke Member Samajhke Uske Saath Husne Sulook Kar Sakte Hain?

4). Wo Salam Kare To Salam Ka Jawab Me Wa Alaikum Salam Hadhakallah (Allah Tum Ko Hidhayat De) Keh Sakthe Hain?

✴Jawab:- Agar Wo Fiqa E Batila Maslan Whhabi Deobandio Ke Kufria Aqaayeed Par Muttala Hote
Hue Bhi Unhe Musalman Janta Hai Aur Har Ek Ko Sahi Kehta Hai To Wo Sulah E Kulli Hai. Us Ke Sath Uthna Baithna Salam Kalam, Dosti Mel Jol Sab Na Jaayez Hai.

والله تعالٰی اعلم
___________________________________
📝 Answer By- Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi

📌 More Question-Answer Click👇-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/2.html