___________________________________
Imam Ahmed Raza Khan Muhaddise Bareily Alaihir Rehma Farmaate Hain Kee Mazaar Ka Tawaaf Ke Mahez Ba-Niyat Tazeem Kiya Jaaye Na-Jaaiz Hai Kee Tazeem Bit-Tawaaf Makhsoos Khaana-E-Ka'aba Hai.
Mazaar Shareef Ko Bosa Nahi Dena Chahiye. Ulama Ka Is Masl'e Mein Ikhtilaaf Hai Magar Bosa Dene Se Bachna Behtar Hai Aur Isi Mein Adab Ziyada Hai. Aastaana Bosi Mein Harj Nahi Aur Aankhon Se Lagaana Bhi Jaaiz, Kee Is Se Shara' Mein Mumani'at Na Aayi Aur Jis Cheez Ko Shara' Ne Mana Na Farmaaya Woh Mana Nahi Ho Sakti.
Allah T'aala Ka Farmaan: "Innal Hukumullah" Haath Baandhe Ulte Paaon Aana Ek Tarze Adab Hai Aur Jis Adab Se Shara' Ne Mana Na Farmaya Is Mein Harj Nahi. Haa'n Agar Is Mein Apni Ya
Doosre Ki Eeza Ka Andesha Ho To Is Se Ehtiraaz (Bachaa) Kiya Jaaye.
📕 (Fataawa Rizviya, Jild 4, Pg: 8, Raza Academy, Mumbai)
___________________________________
🖌Post Credit - Shakir Ali Barelwi Razvi wa Ahliya Mohtarma
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/bidaat-ke-khilaaf-fatwe.html