〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
⚠Roze ke makhroohat ka bayan ~
Hadees:- Hazrat Abu Hurairah raziallahutaala anhu se riwayat hai k Huzoor Sallallaahu alaihi wasallam ne farmaya"Jo boori baat kehna aur uspar amal karna nahi chhodhe to Allah taala ko uski kuch haajat nahi k usne khana pina chhodh diya hai.
📗 Bukhari, Tirmizi Sharif
Hadees:- Hazrat Abu Hurairah raziallahu taala anhu se riwayat hai ki Huzoor sallallaahu alaihi wasallam ne irshad farmaya "rozah uska naam nahi ke khaane peene se baaz rehna ho, rozah to ye hai k bekaar aur behooda baton se bacha jaaye.
📗Haakim
▫️Mas'ala-› Jhoot , geebat, chugli,gaali dena behooda baat kisi ko takleef dena k ye cheezein waise bhi na jayez o haraam hai roze mein aur zyaada haraam aur inki wajah se roze me karahat aati hai.
▪️Mas'ala-› Rozhdar ko bila uzr kisi cheez ka chakhna ya chabana makrooh hai.
▫️Mas'ala-› Chakhne ke liye uzr ye hai k maslan kisi aurat ka shouhar bad mijaaz hai k namak kam
wa jyaada hoga to naraaz hoga to iss wajah se chakhne mein harj nahi.
▪️Mas'ala-› Chakhne ke wo maana nahin ke jo aaj kal aam rivaaj hai yaani kisi cheez ka majah maloom karne ke liye usme se thoda kha lena k yu to karahat kaisi rozah hi toot jayega,balki kaffara ke sharait paaye jaye to kaffara bhi lazim hoga.
📕»» Fazail wa Masaile Ramzaanul Mubarak
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ramzan-masail.html