〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
⚠Fazail E Shab-E- Qadr ~
🌀Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raduyallahu T’aala Anhu Se Riwayat Hai k Huzoore Aqdas Sallal laahu T’aala Alaihi Wasallam Ne Irshaad Farmaya Jo Imaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Shabe Qadr Mein Ibaadat Karega Uske Agle Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge. ~(Bukhari, Muslim)
Lijhaza Iss Raat Mein Zyaada Se Zyaada Ibaadat Karni Chaahiye.
🔹Ye Raat Bahut Buzurgi Aur Fazeelat Wali Hai Iska Har Har Lamha Ibaadat Mein Guzaarna Chaahiye.
🔸Iss Raat ko Idhar Udhar Ghoom Kar Behuda Baaton Mein Guzaar Dena Sakht Mehroomi Hai.
🔹Baaz Log Aisi Raaton Mein Raat Ke Aakhir Hisse Tak Jaagte Hain Phir So Jaate Hain Aur Din Mein Uthte Hai.
🔸Iss Tarah unki Fajr Ki Namaaz Qaza Ho Jo Jaati Hai Jo K Jaayez Nahin Jin Logo Ko Fajr Mein Bedaar Hone Ka Yaqeen Na Ho unko Aise Waqt Mein Sona Hi Mana Hai Aise Logo Ko Chaahiye K
Isha Ki Namaaz Jama’at Se Padhkar So Jaaye Aur Fajr Ki Namaaz Jama’at Se Padhe K Hadees Sharif Mein Hai.
🔹Huzoore Akram SallalLaahu T’aala Alaihi Wasallam Ne Irshaad Farmaya Jisne Ba Jama’at Isha Ki Namaaz Padhi Goya Aadhi Raat Qayaam Kiya(Ibaadat Kiya) Aur Jisne Fajr Ki Namaaz Jama’at Se Padhi Goya Poori raat Qayaam(Ibaadat) Kiya. ~(Muslim Shareef)
🔹Iss Tarah Unko Raat bhar Ibaadat Karne ka Sawaab Mil Jaayega Aur Fajr Ki Namaaz Qaza Na Hogi.
📕»» Fazail wa Masaile Ramzaanul Mubarak
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ramzan-masail.html