___________________________________
✔ Hadees No. 6
Ek aurat ne ek kinare wali chadar Huzoor ﷺ ki khidmate aqdas mein pesh ki aur arz kiya ki ye maine Aap ke liye Apne hath se buni hai to Huzoor ﷺ ne isko qubool farma liya aur Aap ﷺ ko isko zarurat bhi thi Aap ﷺ iska tahband baandh kar hum logo mein tashreef laaye to ek sahab ko wo Nihayat acchi maloom hui aur unhone isko Huzoor ﷺ se maang liya sahaba _e_ kiraam ne usse kaha ki tumne achhaa nahi kiya Huzoor ﷺ ko aaj kal iski zarurat thi aur tumko maloom hai Huzoor ﷺ maangne walo ko mana nahi farmate to wo sahab kehne lage ki maine wo chadar khuda ki qasam pehenne ke liye nahi li hai balqi isliye maangi hai taaqi wo mera kafan ho jaye Hazrate Suhail رضي الله عنه raawi e hadees farmate hai ki wo chadar waqayi un sahab ke kafan mein kaam aayi.
📕 » Bukhari Jild 1, Safa 170
Tum Khaaqe Madeena Mere Laashe Pe Chhidakna,
Fir Malna Kafan Par Jo Mile Unka Paseena,
Har Dam Ho Mera Wird Madeena Hi Madeena.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ishq-e-rasool.html