〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
57

Que. - ZALZALA Aane Ka Kya Baayis Hai?

"Zalzala Aane Ka Asli Baayis Aadmiyon Ke Gunah Hain Aur Paida Yun Hota Hai Kee Ek Pahaar Tamam Zamin Ko Muheet Hai, Iske Raishe Zamin Ke Andar Sab Jaga Phaile Huye Hai Jaise Bare Darakht Ki Jaren Door Tak Andar Anadar Phailti Hain, Jis Zamin Par MuazALLAH Zalzale Ka Hukum Hota Hai, Pahaar Us Jaga Ke Raishe Ko Junbish Deta Hai Aur Zamin Hilne Lagti Hai."

📕 »»(Fatawa Razawiya 27/93)


58

"Ghous_e_Paak Hamesha Se Hambli The. Jab Mansab_e_Ijtehad Hasil Hua Aur Mazhab_e_Hanbal
Kamzor Hota Dekh Kar Uske Mutabiq Fatwa Diya Kee Huzur Mohiuddin Aur Deen_e_Mateen Ke Ye Charon Sutoon Hain, Jis Sutoon Me Zouf Dekha, Taqwiyat Farmayi."

📕 »»(Fatawa Razawiya 2/433)

___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-

https://MjrMsg.blogspot.com/p/radde-bidaat.html