IMAM E PAAK............Aur............
Yazeed Paleed.
""Baaz Log Kahte Hai'n Ke Yazeed Ka Is Waaqiaa se Baraah-E-Raast (Seedhe Seedhe) Koi Taalluq Nahi Tha, Jo Kuch Kiya Woh Ibn-e-Ziyaad Ne Kiya.""
""Chand Taarikhi Shaawahid(Gawah, Saboot) Pesh E Khidmat Hai'n Jin Se Ahle Haq O Insaaf Khud Fesla Kar Sakte Hai'n Ke In Tamaam Waaqiaat(Haadsa'at, Waqiaa ki Jaama) Se Yazeed Ka Kis Qadar Taaluq Hai.""
""Azeem Muaarreekh(Tareekh Likhne Wala, Tareekh Nigaar) ALLAMA TABRI Rahmatullah Ta'alaAlaihi Raqam-Taraaz(Likhne Wala, Likhte) Hai'n Ke Yazeed Ne Ibne Ziyaad Ko Kufaa Ka Haaqim(Hukumat/Hukm Karne Wala, Baadshaa) Muqarar Kiyaa Aur Usey Hukm Diya Ke MUSLIM BINAQEEL Ko Jahaa'n Pao Qatal Kar Do Ya Shaher(City) Se Nikaal Do."
📕 (Taarikh E Tabri, Jild-4:176)
""Phir Jab MUSLEEM BIN AQEEL RadiALLAHU Ta'ala Anhu Aur HAANI ko Shaheed Kar Diyaa Gaya To Ibne Ziyaad Ne Un Dono Ke Sar Kaat Kar Yazeed Ke Paas Dameeshq Bhejey. Us Par Yazeed Ne Ibne Ziyaad Ko Khat(Letter) Likh Kar Uska Shukriya'h Aada Kiyaa.""
📕 (Taarikh E Kaamil, Jild-6:36)
""Ye'h Bhi Likha, Jo Mai Chahata Tha Tuney Wahi Kiyaa Tuney Aaqeelana Kaam(Samajhdaari Wala Kaam) Aur
Dilairaana(Bahaduri Se) Hamla Kiya..""
📕 (Taarikh E Kaamil, Jild-4:173).
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/shahadat-e-imam-hussain.html