☪TAQDEER KA BAYAN:☪
⛲SAWAL:
➡Taqdeer kise kehte hai ?
🌟JAWAB:
➡Duniya me jo kuch hai aur bande jo kuch bhalayi burayi karte hai Khudaaye Ta’ala ne usse apne Ilm ke muafiq pehle se likh diya hai usse Taqdeer kehte hai.
⛲SAWAL:
➡Kya ALLAAH Ta’ala ne jaisa hamari Taqdeer me likh diya hai hame majburan waisa karna padhta hai ?
🌟JAWAB:
➡Nahi ALLAAH Ta’ala ke likh dene se hame majburan waisa karna nahi padhta hai, balke hum jaisa karne waale the ALLAAH Ta’ala ne apne Ilm se waisa likh diya agar kisi ki Taqdeer me burayi likhi toh iss liye ki woh burayi karne waala tha, agar woh bhalayi karne waala hota toh Khudaaye Ta’ala uski Taqdeer me bhalayi likhta khulasa yeh ki Khudaaye Ta’ala ke likh dene se banda kisi kaam ke karne par majbur nahi kiya gaya.
⏺Taqdeer haq hai uska inkaar karne wala gumrah badmazhab hai.
📌 Click Here For Other Parts-http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html