☪NAMAAZ KE WAQTON KA BAYAN:☪
⛲SAWAL:
➡Din wa raat me kul kitni namaaze farz hai ?
🌟JAWAB:
➡Din wa raat me kul paanch namaaze farz hai, Fajr, Zohar, Asr, Magrib aur Isha.
⛲SAWAL:
➡Fajr ka waqt kab se kab tak hai ?
🌟JAWAB:
➡Ujaala hone se fajr ka waqt shuru hota hai aur suraj nikalne se pehle tak rehta hai lekin khoob ujaala hone par padhna mustahab hai.
⛲SAWAL:
➡Zohar ka waqt kab se kab tak hai ?
🌟JAWAB:
➡Zohar ka waqt suraj dhalne ke baad shuru hota hai aur theek dopahar ke waqt kisi cheez ka jitna saaya hota hai uske alawa ussi cheez ka dugna saaya hojaaye toh zohar ka waqt qatm hojaata hai. Magar choote dino me awwale waqt aur bade dino me aaqiri waqt padhna mustahab hai.
⛲SAWAL:
➡Asr ka waqt kab se kab tak hai ?
🌟JAWAB:
➡Zohar ka waqt qatm ho jaane se Asr ka waqt shuru ho jaata hai aur suraj doobne se pehle tak rehta hai, magar asr me taaqir hamesha mustahab hai lekin na itni taaqir ki suraj ke tikiya me zaardi aajaaye.
⛲SAWAL:
➡Magrib ka waqt kab se kab tak hai ?
🌟JAWAB:
➡Magrib ka waqt suraj doobne ke baad se shuru ho jaata hai, aur uttar dakshin pehli huwi safedi ke gaayab hone se pehle tak rehta hai. Magar awwal waqt padhna mustahab aur taaqir makruh.
⛲SAWAL:
➡Isha ka waqt kab se kab tak hai ?
🌟JAWAB:
➡Isha ka waqt dakshin pehli huwi safedi ke gaayab hone se shuru hota hai aur subah ujaala hone se pehle tak rehta hai lekin tihaayi raat tak taaqir mustahab aur aadhi raat tak mubah aur aadhi raat ke baad makruh hai.
📌 Click Here For Other Parts-
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html