☪NAMAAZ PADHNE KA TAREEQA:☪
 
➡PHIR DUA-E-MASURA PADHE:

“ALLAAHUMAG FIRLI WALI WAALIDAYYA WALIMAN TAWAALDA WALIJAMIEL MOMINEENA WAL MOMINATI WAL MUSLIMEEN WAL MUSLIMAATIL AHYAYI MINHUM WAL AMWATI INNAKA MUJEEBUDDAWATI BIRAHMATIKA YAA ARHAMARRAHAMEEN”,

⏺Ya koyi aur dusri Dua-e-masura padhe.

➡Iske baad pehle dahine kandhe ki taraf muh karke ‘ASSALAAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAH’ kahe phir baaye taraf aub namaaz poori hogayi.

NAMAAZ KE BAAD KI DUA:


“ALLAAHUMMA ANTASSALAAM WAMIN KASSALAAM WA ILAIKA YARAJIUSSALAAM FAHAIYYANA RABBANA BISSALAAM WADQILNA DAARASSALAM WA TABAARAKTA RABBANA WATA ALAITA YA ZALJALAALI WAL IKRAAM”.

📌 Click Here For Other Parts-
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html