☪ISTINJA KA BAYAN:☪
⛲SAWAL:
➡Istinja ka tariqa kya hai ?
🌟JAWAB:
➡Peshaab ke baad istinja karne ka tariqa ye hai ki paak mitti, kankar ya phate purane kapde se peshaab sukhaye fir paani se dhodaale aur Paakhana ke baad istinja karne ka tariqa ye hai ki mitti, kankar ya patthar ke teen, paanch ya saat tukdo se paakhana ki jagah saaf karle fir paani se dho dale.
⛲SAWAL:
➡Istinja ka dhela aur paani kis haath se istemaal karna chahiye ?
🌟JAWAB:
➡Baaye haath se.
⛲SAWAL:
➡Kin cheezo se istinja karna mana hai ?
🌟JAWAB:
➡Kisi qism ka khaana, haddi, gobar, leed, koyla aur jaanwar ka chaara inn sab cheezo se istinja karna mana hai.
⛲SAWAL:
➡Kin jagaho par peshaab paakhana karna mana hai ?
🌟JAWAB:
➡Kuwan ya houz ya chashma ke kinare, paani me agarche behta huwa ho, ghaat par, phaldaar darakht ke neeche, aise kheit me ke jisme kheiti moujood ho, saaye me jahan loog utthte baitthte ho, masjid ya Eidgah ke pehlu me, qabrstaan ya raste me, jis jagah jaanwar bandhe ho aur jaha Wuzu ya Gusl kiya jaata ho inn sab jagaho me paakhana peshaab karna mana hai.
⛲SAWAL:
➡Paakhana ya peshaab karte waqt muh kis taraf hona chahiye ?
🌟JAWAB:
➡Paakhana ya peshaab karte waqt Qible ki taraf muh ya peeth karna mana hai, hamare mulk me uttar ya dakshin jaanib muh karna chahiye.
📌 Click Here For Other Parts-
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html