☪TAADADEY RAKAAT AUR NIYYAT KA BAYAN:☪
⛲SAWAL:
➡Doo rakaat sunnat ki niyyat kaise kare ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz sunnat magrib ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Doo rakaat nafl ki niyyat kaise kare ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz nafl ki ALLAAH Ta’ala ke liye muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Isha ke waqt kul kitni rakaat namaaz padhi jaati hai ?
🌟JAWAB:
➡Satrah(17) rakaat, pehle chaar rakaat sunnat, phir chaar rakaat farz, phir doo rakaat sunnat, phir doo rakaat nafl, iske baad phir teen rakaat witr waajib, phir doo rakaat nafl.
⛲SAWAL:
➡Chaar rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz sunnat isha ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Chaar rakaat farz ki niyyat kaise kare ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz farz isha ki ALLAAH Ta’ala ke liye (Muqtadi itna aur kahe peeche iss imam ke) muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Doo rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz sunnat isha ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Doo rakaat nafl ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

➡Witr ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?
🌟JAWAB:
➡Niyyat ki maine teen rakaat namaaz waajib witr ki ALLAAH Ta’ala ke liye muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

➡Agar niyyat ke alfaaz bhool kar kuch ke kuch zuban se nikal jaaye toh namaaz hogi ya nahi?
🌟JAWAB:
➡Niyyat dil ke pakke iraade ko kehte hai yaani niyyat me zuban ka ayetbaar nahi toh agar dil me maslan, zohar ka irada kiya aur zubaan se lafze asr nikal gaya toh zohar ki namaaz ho jaayegi.
⛲SAWAL:
➡Qaza namaaz ki niyyat kis tarah karni chahiye ?
🌟JAWAB:
➡Jis roz aur jis waqt ki namaaz qaza ho uss roz aur uss waqt ki niyyat qaza me zaruri hai maslan, agar jum’a ke roz fajr ki namaaz qaza ho gayi toh iss tarah niyyat kare ki niyyat ki maine doo rakaat namaaz qaza jum’a ke fajr farz ki ALLAAH Ta’ala ke liye muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.
⛲SAWAL:
➡Agar koyi saal ki namaaze qaza ho toh niyyat kaise kare ?
🌟JAWAB:
➡Aise surath me jo namaaz maslan, zohar ki qaza padhni hai toh iss tarah niyyat kare niyyat ki maine chaar rakaat namaaz qaza jo mere zimme baaki hai unme se pehle zohar farz ki ALLAAH Ta’ala ke liye muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar. Issi par dusri qaza namaazo ki niyyato ko qiyas karna chahiye.
⛲SAWAL:
➡Paanch waqt ki namaazo me kul kitni rakaat qaza padhi jaayegi
🌟JAWAB:
➡Bees rakaat, doo rakaat Fajr, chaar rakaat Zohar, chaar rakaat Asr, teen rakaat Magrib, chaar rakaat Isha aur teen rakaat Witr, khulaasa ye ki Farz aur Witr ki qaza hai Sunnat namaazo ki qaza nahi hai.
📌 Click Here For Other Parts
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html