☪NAMAAZ KE MAKRUHAAT:☪
⛲SAWAL:
➡Namaaz ke andar jo baate makruh hai unhe bataye ?
🌟JAWAB:
➡Kapde, badan ya daadhi ke saat khelna kapda sametna, jaise sajde me jaate waqt aage ya peeche se uthana kapda latkaana yani sar ya mundhe par iss tarah daalna ki doono kanare latakte ho, kis aasteen ka aadhi kalaayi se ziyaada chadhaana, daaman samet kar namaaz padhna, shiddat (zordaar) ka paakhana, peshab maloom hote waqt ya galbaye riyaah ke waqt namaaz padhna mard ka judha baandhe huwe namaaz padhna ungliya chatkaana, ungliyo ki kainchi baandhna kamar par haath rakhna, idhar udhar muh pheir kar dekhna, aasman ki taraf nigah uthaana.
⏺Tashahud ya sajdon ke darmiyan kutte ki tarah baithna, mard ka sajde me kalaayiyo ka bichaana, kisi shaks ke muh ke samne namaaz padhna, kapde me iss tarah lipat jaana ki haat bhi baahar na ho. pagdi iss tarah baandhna ki beech sar par na ho naak aur muh ko chipaana bezarurath khankaar nikaalna,
➡Bilkasd jamaahi lena aur khud aaye toh harz nahi, jis kapde par jaandaar ki tasweer (photo) ho usko pehen kar namaaz padhna, tasweer ka namaazi ke sar par yaani chath me hona ya latka hona ya sajda karne ki jagah me hona ki uss par sajde waaki ho,
⏺Namaazi ke aage ya dahine ya baaye ya peeche tasweer ka hona jab ki latki ho ya nasab ho ya diwaar wagairah mankoosh ho (dewaar par khood kar ya waise hi kisi jaandaar ki tasweer bani hona) ulta Qur’aan majeed padhna, kisi waajib ko tark karna (choodhna)qiyaam ke alaawa kisi aur mauqe par Qur’aan padhna ruku me Qirat ko khatm karna, Imaam se pehle muqtadi ka ruku wa sujood wagairah me jaana ya usse pehle sar uthaana yeh tamaam baate makruh tehreemi hai.
📌 Click Here For Other Parts-
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html