☪TAADADEY RAKAAT AUR NIYYAT KA BAYAN:☪

⛲SAWAL:

➡Fajr ke waqt kitni rakaat namaaz padhi jaati hai ?

🌟JAWAB:

➡Kul chaar rakaat pehle doo rakaat sunnat phir doo rakaat farz.

⛲SAWAL:

➡Doo rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz sunnat fajr ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Doo rakaat farz ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz farz fajr ki ALLAAH Ta’ala ke liye (Muqtadi itna aur kahe peeche iss imam ke) muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Zohar ke waqt kul kitni rakaat namaaz padhi jaati hai ?

🌟JAWAB:

➡Baarah(12) rakaat, pehle chaar rakaat sunnat phir chaar rakaat farz phir doo rakaat sunnat phir doo rakaat nafl.

⛲SAWAL:

➡Chaar rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:


➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz sunnat zohar ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Chaar rakaat farz ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz farz zohar ki ALLAAH Ta’ala ke liye (Muqtadi itna aur kahe peeche iss imam ke) muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Doo rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz sunnat zohar ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Doo rakaat nafl ki niyyat kaise kare ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine doo rakaat namaaz nafl ki ALLAAH Ta’ala ke liye muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Asr ke waqt kul kitni rakaat namaaz padhi jaati hai ?

🌟JAWAB:

➡Aath(8) rakaat, pehle chaar rakaat sunnat phir chaar rakaat farz.

⛲SAWAL:

➡Chaar rakaat sunnat ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz sunnat asr ki ALLAAH Ta’ala ke liye sunnat Rasoolullah ki muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Chaar rakaat farz ki niyyat kaise kare ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine chaar rakaat namaaz farz asr ki ALLAAH Ta’ala ke liye (Muqtadi itna aur kahe peeche iss imam ke) muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

⛲SAWAL:

➡Magrib ke waqt kul kitni rakaat namaaz padhi jaati hai ?

🌟JAWAB:

➡Saath(7) rakaat, pehle teen rakaat farz phir doo rakaat sunnat phir doo rakaat nafl.

⛲SAWAL:

➡Teen rakaat farz ki niyyat kis tarah ki jaayegi ?

🌟JAWAB:

➡Niyyat ki maine teen rakaat namaaz farz magrib ki ALLAAH Ta’ala ke liye (Muqtadi itna aur kahe peeche iss imam ke) muh mera taraf Ka’aba shareef ke ALLAAHu akbar.

📌 Click Here For Other Parts-
http://www.MjrMsg.blogspot.com/p/anwar-e-shariat.html