"" Ab Ye'h Bhi Jaan Lijiye Ke 'IMAM HUSAIN RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Ke Shahadat Ke Baad Yazeed Ka Radd-e-Amal(Jawabi Aamal) Kyaa Tha? 'ALLAMA IBNE JAREER TABRI Rahmatullah Ta'ala Alaihi' Likhtey Hai'n Ke Ibne Ziyaad Ne 'IMAM HUSAIN RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Ka 'Sar-E-Aqdas' Aapke Qaatil Ke Haath Yazeed Ke Paas Bhej Diya. Us Ne Wo 'Sar-E-Aqdas' Yazeed Ke Saamne Rakh Diya. Us Waqt Waha 'SHAHABI E RASOOL ABU BARZAH AL ASLAMI RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Bethey Huwe The. Yazeed Ek Chadi(stick) 'IMAM HUSAIN RadiALLAHU Ta'ala Anhu" Ke Mubarak Labo'n Par Marney Laga Aur Usne Ye'h Sher Padha..""
""Unhone Aise Logo'n Ki Khopdio'n Ko Phaad Diya Jo Hume Azeez The Lekin Wo Bohat Na-Farmaan Aur Zaalim The.""
" 'HAZRAT ABU BARZAH AL ASLAMI RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Se Bardaasht Na Ho Saka Aur Unhone Farmaya, Aye Yazeed Aapni Chaadi Hata Lo.
'KHUDA Ki QASAM !' Mai Ne Baar'haa(Baar Baar, Kayi Baar, Aksar) Dekhaa Hai Ke 'RASOOL E KAREEM Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam' Is Mubarak Munh Ko Chumtey The.."
📕(Taarikh E Tabri, Jild- 4:181)
"" 'Mashoor Muaarrikheen(Tareekh Likhne Waley)' 'IBN-E-KASEER' Ne Al-Bidaya Wal-Nihaya Me'n Aur 'IBN-E-ASEER' Ne 'Tareekh-E-Kaamil' Me'n Is Waqiaa Ko Tahreer Kiya Hai'n. Is Me'n Ye'h Zayeed(ziyaadah) Hai Ke 'HAZRAT ABU BARZAH RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Ne Ye'h Bhi Farmaya: Bilashuba Ye'h QayamatKe Din Ayenge To 'HAZRAT MUHAMMAD MUSTAFA Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam' Un Ke 'Shafee(Shafaa't Karne Wala)' Honge Aur Aae Yazeed! Jab Tu Aayega To Tera Seefarshi Ibn e Ziyaad Hoga. Phir Wo Khaade Huwe Aur Mehfil Se Chaley Gaye..""
""Ab Aap Khud Hi Fesla Kijiye Ke 'IMAM HUSAIN RadiALLAHU Ta'ala Anhu' Ki Shahadat Par Yazeed Ko kis Qadar Dukh Aur Afsos Huwa Tha. Jo 'Sang-Dili(Be-Rahmi)' Se 'NAWASA E RASOOL Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam" Ke 'Sar-E-Aqdas' Ko Aapne Saamne Rakh Kar 'Mutakabarraana(Ghamandio Ki Tarha)' Sher Padhta Aur
Un Mubarak Labo'n Par Apni Chaadi Marta Hai Jo 'MEHBOOB E KEEBRIYA Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam' Aksar Chroma Karte The, Kya Wo 'Laanat' Aur 'amalamat(Buraa Bhala,Daant)' Ka 'Mustaheek(Haq Daar, Layak)' Nahi'n.""
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/shahadat-e-imam-hussain.html