____________________________________
20. Muhammad Ibn Al Haj Al Abdari Al Maliki, Imam Ibn Al Haj Al Maliki 7th Century Mujadid (Born 670 Hizri - 756 Hizri) :
🌼Imam Ibn Al-Haaj رحمة الله عليه ne Ziyarat-e-Auliya ke talluq se ek mukammal chapter likha hai, isme likhte hain, Mutallim (Students) ko Auliya aur Saliheen ki Ziyarat-e-Karte rehna chahiye,
Ki inki ziyarat se Dilo ko zindagi milti hai, logo ke dil khil jate hain, jaise ki Barish se zameen khil jati hai. Inki duayen Allah ki bargah me hamesha maqbul hoti hai, Allah inki duayen aur niyaten kabhi radd nahi karta,
Aur jo log inki mehfilo me shirkat karte hain aur jo log inse Muhabbat karte hain, wo isliye ki ALLAH aur RASOOL ﷺ ke baad ye Auliya rehmat hain. Jo har insan ke liye hain,
To jis kisi me ye khubiya ho to jaldi hi aise shaks se faizyab ho, aur unse barkat hasil karen, jo inse mulaqat karte hain wo Behtarin Ilm aur zehniyat hasil karte hain jise samjhaya nahi ja sakta.
🌼Isi maane ke tehet aapne kuch logo ko Ilm aur wajd me Bakhoobi dekha hoga, jo bhi in tabarrukat ki tazim karta hai, wo kabhi inki barkat aur rehmat se door nahi hota. Lekin shart ye hai ki jo inse
faizyab hona chahe, wo Sunnato ka paband ho, aur uske amal se sabit ho.
[Imam Abu Abdullah Ibn al-Haaj al-Maliki, Al-Madkhal Volume 002, Page No. 139, Publish: Dar-al-Turath, Qahira]
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group
📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/waseela.html