〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
⚠ INTRODUCTION :~
🔴Bid'at nayi baat ko kahte hain, Shar'yi istilah me bid'at us baat ko kaha jata hai Jiski asal Quran _o_ Sunnat me na mile Ya jo kaam Quran _o_ Sunnat ke khilaf ho.
Mas'ala ye hai kee Alahazrat par ilzamat lagaye jaate hain kee unhone bid'at ko riwaj diya.
lihaza ek aisa segment maine chalaya jis me Alahazrat ki aesi baaten code karke batayi jarahi hai jis me bid'at ka radd kiya gaya ho.
Aur iska name rakha gaya 👇
❇ Imam e Ahlesunnat Aur Radde Bid'aat ❇
___________________________________
✔01
★ ✩ Bad Gumani Se Bachna ✩ ★
"Aye Imaan Walo !!
Bahut Se Gumano Se Bacho Beshaq Baaz Guman Gunaah Ho Jata Hai"
📕 »»(Surah Hujrat Ayat#12 P#26)
Mafhum e Hadees: "(Bure) Gumaan Se Dur Raho Ke (Bura) Gumaan Sabse Barh Kar Jhooti Baat
Hai."
📕 »»(Bukhari 3/117 H#6066)
✔02
★ ✩ Mazaar Sharif Ko Bosa Dena Aur Tawaf Karna ✩ ★
" Mazar Ka Tawaf Baniyat Tazeem Najaiz Hai,
Tawaf Sirf Kaabe Ke Liye Makhsus Hai.
Bosa Dene Se Bachna Chahiye,
Ulma Ka Is Masle Mein Ikhtalaf Hai,
Aastana Bosi Aur Aankho Se Laganaa Jaiz Hai. "
📕 »»(Fatawa Razawiya 4/08)
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/radde-bidaat.html