____________________________________

05. Imam Shafai Radi Allahu Anhu (Born 150 to 204 Hizri) :

Hazrat Imam Shafai رضي الله عنها Ne Farmaya Ki Mai Imam Abu Hanifa رضي الله عنها Se Barkat Hasil Karta Hun Aur Unki Qabr Ke Paas Aata Hun To Jab Mujhe Koi Hajat Pesh Hoti Hai To Mai Do Rakaat Namaaz Padta Hun Aur Unki Qabr Ke Paas Allah Taala Se Duaa Karta Hun To Hajat Jald Puri Ho Jati Hai.

📜(Khatib Bagdadi ne Sahi Sanad Se Tarikh E Baghdad Jild 01, Pg : 123)
(Ibn Hajar Al Haytami ne Al Khayratul Hisan Fi Manaqib Al Imam Al Aazam Abu Hanifah Pg 94)

📜(Muhammad Zahid Al Kawthari ne AL Maqalat pg : 381)
(ibn Aabideen As Shami Ne Raddulmuhtar Zild : 1, Pg. 41)


🌺“Huzoor ﷺ Ka Gharana hamari zindagi me Waseela hai. Zindagi ke baad bhi Unke Zariye se
mai ummid karta hun baroze Mehshar Allah mere Naam e Aamal Sidhe haatho me dega”

📜(Diwan E Imam Shafai Pg 162, Ashar 34, Print Darul Fikr, Lebanon Beirut 2005)

--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/waseela.html