___________________________________
✔ Hadees No. 25
Hazrate Abdullah Ibne Umar Se riwayat hai ki ek din Rasoolullah ﷺ hamare paas tashreef laye. Aap ﷺ ke daste mubarak mein do kitabe thi Aap ﷺ ne irshad farmaya kya tum in dono kitabon ko jaante ho Humne Arz kiya Yaa Rasoolullah ﷺ Aap ke bataye baghair nahi jaante Aap ﷺ ne dahine hath wali kitab ki taraf ishara kar ke Farmaya Allah Ta'ala ki taraf se ek kitaab hai jisme tamam jannat walo ke naam hai inke baap dada aur khandano ke bhi Naam bhi hain aur Aakhir mein in sab ki meezan hai inme se kabhi bhi kami ya zyadati nahi hogi fir Aap ﷺ Apne baaye hath wali kitab ke baare me farmaya ki isme Jahannamiyon ke baap Dada aur khaandano ke naam hai fir aakhir in sab ka jama (Total) kar diya gaya hai Ab inme kabhi kami ya zyadati nahi hogi.
📕 »» Tirmizi Jild 2, Safa 36
📕 »» Mishkat, Safa 21
➡ Gour karne ka maqaam hai jis zaate girami ko Allah Ta'ala ne aesi kitaben ataa farma di ho ki jisme saare jannat aur jahannami logo ke Naam inki waladiyat aur qabeele ke zikr ke sath likha ho unke Ilm ki kya shaan hogi Aur Aadam عليه السلام se lekar qayamat tak paida hone wale musalamano
aur kaafiro mein aesa kaun reh gaya Jisko Aap ﷺ nahi jaante ??
➡Tabhi to Aala Hazrat Farmate Hain -
Aur Koi Gaib Kya Tum Se Nihaa Ho Bhalaa,
Jab Naa Khuda Hi Chhupa Tum Pe Karoro Durood ﷺ .
End.....🔚🔚🔚
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html