___________________________________
✔ Hadees No. 5
Hazrate Abu Hurairah رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne Habsha ke baadshah Nujashi ki maut ki khabar usi din de di jis din Intiqaal hua.
📕 »» Bukhari Jild 1 Safa 167
➡ Habsha Madine Shareef se hazaaron meel par hai jise Aaj-kal Ethopiya kahte hain wahan ke baadshah Hazrat Najashi ka intiqaal hote hi Huzoor ﷺ ne Madine walon ko is ki khabar de di thi
kyun ki Allah Ta'ala ne Huzoor ﷺ ko gaib ka Ilm diya hai.
Khabar Bhi hai Ke Khabar Sab Ki Unhe Hai kab Se,
Kee Jab Na Ab Tha Na Tab Tha Huzoor ﷺ Jaante Hai.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html