___________________________________
✔ Hadees No. 3
Hazrate Sayyedna Abu Huraira رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya ki tum dekhte ho ki mera chehra is taraf hai jab ki Khuda Ki Kasam mujh par tumhara Khushoo ( dil ki kaifiyat) aur Ruku Hargiz poshidah Nahi, Main pith ke piche se bhi dekhta hun.
📕 »» Bukhari Jild 1 Safa 59
✔ Hadees No. 4
Hazrate Anas Ibne Malik رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne hum ko Namaz Padhayi fir mimbar par Tashreef farma huye aur Namaz aur Ruku ka bayan kiya aur farmaya ki main tum ko
piche se bhi aese dekhta hun jaise aage se.
📕 »» Bukhari Jild 1 Safa 59
➡ Sharah Bukhari aeni mein hai ye sirf Namaz ke Sath nahi balqi Huzoor ﷺ hamesha jis tarah aage dekhte hai waise hi piche.
Munafiqon Ka Aqeeda Wo Gaib daan Nahi,
Sahabiyon Ka Aqeeda Huzoor ﷺ Jaante Hai.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html