___________________________________
Har daur me Ahle Haq Ka ye Aqeeda raha hai ki Allah Ta'ala ne Apne Mahboob Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ ko Gaib-da banaya aur Aap ﷺ Dhaki , Chhupi , Guzri aur aayinda qayamat tak hone wali har baat ko Jaante Hai.
✔ Hadees No.
Hazrate Umar رضي الله عنه se riwayat hai ki Nabi E Kareem ﷺ ek roz hamare darmiyan khade huye to Aap ﷺ ne makhluq ki paidaish ka ibteda se zikr farmana shuru kiya yahan tak ki Jannati Apne maqaam par pahuch gaye aur dozakhi apne maqaam par ise yaad rakha jisne yaad rakha aur bhool gaya jisne bhool gaya.
📕 »Bukhari Jild 1, safa 354
📕 »Muslim Jild 2, safa 390
Haashiye mein hai " Imaam taibi ne farmaya ki is hadees se zaahir hai ki saari makhluq ke saare
haalat Huzoor ﷺ ne Sahaba ko bata diye.
Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor ﷺ Jaante Hai
Teri Ataa Se Khudaya Huzoor ﷺ Jaante Hai
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html