____________________________________

11. Imam Abu Bakr Ahmad bin Hussain Imam Bayhaqi (Born 384 Hizri to 458 Hizri) :

🌼Imam Bayhaqi Ka aqeeda Hazrat Abu Ishaq Ash'ari رضي الله عنه farmate hain, Madina me hamare sath ek admi rehta tha, jab bhi wo Kisi burai ko dekhta aur usey apne hath se rokne ki quwwat na rakhta, tab wo Huzur ﷺ ki Qabr ke paas chala jata aur is tarah kehta ki

*"Aye Sahib-e-Qabr, Nabi ﷺ, Aye Sahaba, Aye hamare madadgar, hamare halaat ko dekhiye"*

📜[Shua'b ul Iman by Imam Bayhaqi, Publish: Maqtabah ar-Rashad, Riyadh/Saudia Hadith Number 3879]


12. Imam Muhammad ibn Muhammad Huzzatul Islam Imam Ghazali (Born 450 Hizri to 505 Hizri)

🌺Imam Ghazali رحمة الله عليه​ Farmate hai
"Jab Bhi koi Shaks Musibat Me Ho To Wo Qabr Waalo se Madad Maange, Jo Ruhani Taqat Waale Hote Hain aur isme koi shak nahi ki unki qabr ki jiyarat se roohani madad milti hai aur faiz haasil
hota aur bahut baar jab unka waseela ALLAH ki bargaah me pesh kiya jaata hai to Musibato ko khatm kar diya jaata hai"

📜[Tafseer e Roohul Maani Vol 30, Pg : 24]

--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/waseela.html