〰〰〰〰〰〰〰〰〰
10

Aamaal Ka Dar _o_ Madaar Niyaton Par Hai (Bukhari), Jo KUNDEY Esaal _e_ Sawab Ke Liye Kare Us Ke Liye JAZAA Aur Jo Bugz Me Kare Use SAZAA, Agar Koi Shaitani Wasawis Ka Shikaar Hokar 22 Ke Kundon Ko Rafziyo Se Mushabihat Kahe Aur Use Na Jaayiz Samjhe To Wo Kisi Aur Din Hi Karle.

11

SAWAL :  Kya NIYAZ Jaayiz Hai?

JAWAB :  Quran _o_ Hadis Me Kahi Niyaz Ki Mumaniat Nhi Balki Quran Me Irshad Hai:
"To Khao Us Me Se Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya, Agar Tum Uski Aayaten
Mante Ho"
📕 (Al-In'am V#118)

Yaani Jis Par ALLAH Ka Naam, Zikar Kya Gaya Jaise NIYAZ Par FATIHA Ke Waqt Quran Padha.

___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/kundey-ki-haqeeqat.html