____________________________________

07. Imam Ibn Abi Shaybaah (Born 159 Hizri to 235 Hizri) :

Malik Ad Dar Se Rivayat hai, Hazrat Umar رضي الله عنها ke Daur e khilafat me ek martaba Kahat (Sookha) Pad gaya to Hazrat Bilal Bin Haaris Mazni رضي الله عنها Roza E Anwar Par Hazir Huwe Aur Arz Kiye - Ya Rasool Allah ﷺ ! Aapki Ummat Halaak Ho Rahi Hai, Barish Nahi Hoti.

🌺Huzoor ﷺ Unhe Khwab Me Mile Aur Farmaya Aye Bilal ! Umar Ke Pass Jao. Usse Mera Salam Kaho Aur kah do ki barish hojayegi. Umar se ye bhi kehna ki kuch Narmi Ikteyar Kare.

Woh Hazrat Umar Farooque رضي الله عنها ki khidmat me Hazir huwe aur Huzoor ﷺ ka Salam Wa Paigam Pahucha Diya.

🌺Hazrat Umar رضي الله عنها Yah Salam Aur Paigam E Mehboob Paakar Roye Aur Kaha.
"Aye Allah! Mai Apni Puri Koshish karta Hu, Jab Tak Ki Mai Thak Na Jaun" Aur Fir Barish Khoob
Huwi.

📜[Al Musannaf ibn Abi Shaybah Vol : 11, Pg No : 118, Hadees : 32538, Published by Maqtabah Ar Rashid, Riyadh, Saudi Arabia]

🌼Kaun Hai Imam Ibn Abi Shaeba hum jaante ye hadees hazam nahi hogi wahabio ko Imam Abi Shaeba ustad hai Imam Bukhari & Muslim, one of the Peer of Imam Ahmad Ibn Hambal رضوان الله اجمعين ke lagao Imam Abi Shaeba pe fatwa hai himmat to ??

--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group

📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/waseela.html