〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
05

★ ✩ Mazaarat Par Chaadar Charhana

" Mazaar Par Jab Chaadar Maujud Ho,
Kharab Na Huyi Ho Badalne Ki Haajat Nahi To Chaadar Charhana Fuzul Hai,
Balki Jo Daam Is Me Sarf Karen, ALLAH Ke Wali Ko Esaal _e_ Sawab Karne Ke Liye Kisi Mohtaj Ko Den. "

📕 »»(Ahkaam e Shariyat 1/42)


06

★ ✩ Urs Ka Din Muqarrar Karne Me Maslihat ✩ ★

" Auliya Ki Arwah _e_ Tayyiba Ko Unke Wisal Ke Din Quboor _e_ Karima Ki Taraf Tawajju Zyada
Hoti Hai, Chunanche
Wo Waqt Jo Khaas Wisaal Ka Hai, Akhaz e Barakat Ke Liye Zyada Munasib Hota Hai. "

📕 »»(Malfuzat Sharif P#383)

___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-

https://MjrMsg.blogspot.com/p/radde-bidaat.html