___________________________________
Hadees No. 20

Hazrate Abdullah Ibne Umar رضي الله عنه farmate hai ki Karkara Naam ka ek shakhs Nabi E Kareem ﷺ ke asbaab ki hifazat par mu'ayyan tha Jab uska inteqaal hua to Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya wo jahannami hain log is ki wajah talaash karne lage to uske saaman mein ek Ibaa paayi jo usne maale ganimat se chura ke rakh li thi.

📕 »» Bukhari Jild 1, Safa 432


Yaani Aap ﷺ ne ye bhi jaan liya ki wo Jahannam mein hai aur Ye Bhi ki wo Jahannam mein Kyu hai aur Jo Kapda Usne Maale Ganimat se churaya tha gaib Janne wale Nabi ﷺ se wo chhupa
hua Na tha.

Haamir Rab hai Khaliq Par Mustafa hai Maalik,
Qismat Me Kya Likha hai Sarkar ﷺ jante hai.

___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html