____________________________________
06. Imam Ahmad Bin Hambal Radi Allahu Anhu (Born 164 to 241 Hizri) :
Abdullah Bin Ahmad Bin Hambal رحمة الله عليه Farmate hai Maine Apne walid Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal رضي الله عنها Se Suna ki Farmate hain “Maine 5 hajj kiye, 3 Hajj Paidal safar karke aur 2 Haj Sawari se ya ye farmaya 2 Haj Paidal aur 3 sawari se, Ek baar Jab Mai Paidal Tha mai Apna Raasta Bhul Gaya maine nida (Awaaj) lagayi Aye Allah Ke Bando Mujhe Sidhi Raah Dikhao, Mai ye kahta Raha aur apni manzil par aagaya.”
📜[Imam Baihaqi ne Shu’ayb ul Iman, Vol : 6, Pg No 128, Hadees : 7697]
🌺Al Mardavi رحمة الله عليه Farmate Hain “Hambali Mazhab ke nazdeek ye amal jaiz o durust hai ki apni duao me Swaleehin ka tawassul le ye mustahab amal hai.
Imam Ahmad رضي الله عنها ne Al Marwaji se farmaya ki logo ko Duao me Huzoor ﷺ ka tawassul
lene do ki ye Allah se kurbiyat ka jariya hai.”
📜(Al Insaaf vol : 02, Pg : 456)
(Ibn Taimya ne bhi isko apne fatawa Al Majmua Al Fatwa Vol : 01, Pg : 140 pe likha)
--------------------------------------------------------
🖌️Post Credit~ ℹshq e Nabi ﷺ Whatsapp Group
📌 Click Here For Other Part-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/waseela.html