___________________________________
✔ Hadees No. 12
Hazrate Abu Hurairah رضي الله عنه se marvi hai ki ek din Rasoolullah ﷺ ne Fajar ki Namaz padhayi aur mimber par Rounaq Afroz huye aur bayan farmaya yahan tak ki Zuhar ka waqt ho gaya to Aap ﷺ ne mimber se utar kar Zuhar ki Namaz padhayi aur fir mimber par Rounaq Afroz ho gaye aur bayan farmaya yahan tak ki Asr ka waqt aa gaya fir Aap ﷺ ne mimber se utar kar Asr ki Namaz padhayi aur fir bayan farmaya yahan tak Suraj Guroob ho gaya to Aap ﷺ ne jo kuch hone wala hai Sab kuch bata diya to Hum mein jisne zyada Yaad rakha wo zyada bada Aalim Hai.
📕 »» Muslim Shareef, Safa 390 Kitabul fitan
➡ Is Hadees se khoob acchi tarah ye baat roushan ho gayi ki Allah Ta'ala ne Huzoor ﷺ ko Rouze
Aafrinash Se Qayamat Tak Hone Wale Tamam Umoor se aagah farma diya hai.
Hai Unke Haath Mein Kya Kya Tujhe Khabar Na Mujhe,
Khuda Ne Kitna Nawaza Huzoor ﷺ Jante Hain.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ilme-gaib.html