___________________________________

Sawaal: But Ya Ta'ziya Ka Chadhaawa Musalmano'n Ko Khaana Jaaiz Hai Ya Nahi❓

Jawaab: Imame Ahle Sunnat Imam Ahmed Raza Khan Muhaddise Bareily Alaihir Rahmah Farmaate Hain Ke Musalman Ke Nazdeek But Aur Ta'ziya Baraabar Nahi Ho Sakte. Agarche Ta'ziya Bhi Jaaiz Nahi, But Ka Chadhaawa Ghair Khuda Ki Ibaadat Hai Aur Ta'ziya Par Jo Hota Hai Woh Hazraate Shohada-E-Kiraam Ki Niyaaz Hai, Agarche Ta'ziye Par Rakhna Laghv Hai, But Ki Pooja Aur Mehboobaane Khuda Ki Niyaaz Kyu'nkar Baraabar Ho Sakti Hai, Is Ka Khaana (But Ka Chadhaawa) Musalmano'n Ke Liye Haraam Hai Aur Is Ka Khaana Bhi Na Chaahiye.

📕»» (Fataawa Rizviya Jadeed, Jild: 21, Pg: 246, Raza Foundation Lahore)


___________________________________
🖌Post Credit -  Shakir Ali Barelwi Razvi  wa  Ahliya Mohtarma

📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/bidaat-ke-khilaaf-fatwe.html