___________________________________
QURAN:
Aur Talaq Waliyan Apni Jano Ko Roke Rahen (Iddat Guzare) 3 Haiz Tak.
📕»» {Sure Baqrah, Ayat-228}
Is Ayat Me Talaq Wali Ki Iddat 3 Haiz Aayi Hai, Aur Iske liye "ثلٰثة قروء" "Salasalta Quroo" Ka Lafz Aaya Hai. Ab Dekhiye Quroo Arbi lafz Hai Jiske 2 Maana Hai. 1 haiz Mahwari (M.C Period) Aur Dusra Mana Hai Tohar (Paki) Agar Pehla Mana Liya Jaye To Matlab Ye Hoga Ki Talaq Wali Aurat 3 Haiz Tak Iddat Kare, Aur Dusra Mana Liya Jaye To Matlab 3 Tohar Guzarne Se Iddat Puri Hogi.
Is Mauqe Par Hamare Liye Pareshani Ye Hai Ki Hum Kis Pe Amal Kare'n?
Ab Isi Tarah Hadeeso Ka Bhi Apas Me Takrao Dekho-
HADEES:
ABDULLAH BIN ABBAS RADIALLAHU ANHUMA Se Riwayat
Hai Huzoor Ne Farmaya, Tujhe Imam Ki Qirat Kafi Hai Chahe Wo Ahista Padhe Ya Zor Se.
📕»» {Dare Qutni, Volume-1, Page-331}
Isse Malum Hua Imam Ke Piche Muqtadi Na Sure Fatiha Na Padhe Aur Na Koi Dusri Surah.
Ab Dekhiye Iske Khilaf Dusri Hadees-
HADEES :
Jisne Sure Fatiha Na Padhi Uski Namaz Nahi Hogi.
📕»» {Sahi Bukhari}
Ab Sawal Ye Hai Ki Amal Kis Pe Kiya Jaye Pehli Wali Pe Ya Dusri Pe?
Ab Hum Pehle Hadees Ko Asal Qarar De Kar Dusri Ke Bare Me Kehte Hain Ki Ye Dusri Hadees Sirf Imam Aur Munfarid (Akele Namaz Padhne Wale) Ke Liye Hai.
___________________________________
🖌Musannif - Gaziye Ahlesunnat Munazire Islaam Fatahe Gair Muqallidiyat Hazrat Allama Wa Maulana Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab Qibla.
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/taqleed.html