___________________________________
✔ Hadees No.10
Ibne Shahab ne kaha ki ye hain Rasoolullah ﷺ ke Gazwaat (ladaiyya) aur fir Gazwa_e_Badar ka zikr karte huye bataya ki Badar mein maare gaye kaafiro'n ki laasho se khitaab karte huye Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya kya tumne wo paa liya jiska tumhare Rab ne tumse saccha waada farmaya tha.
Logo ne kaha Yaa Rasoolullah ﷺ kya Aap murdo se kalaam kar rahe hai ? Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya jo kuch main keh raha hun ye tumse zyada meri baat sun rahe hain.
📕»» Bukhari Jild- 2, safa- 573
✔Hadees No. 11
Hazrate Ayesha Siddiqua رضي الله عنها se riwayat hai ki unhone Rasoolullah ﷺ se puchha kee jab
hum Qabro'n ki ziyarat kare'n to kya padhe ?
Huzoor ﷺ ne irshad farmaya padho aye Momino aur Musalamano ke ghar walo'n tum par salaam ho Allah Ta'ala hamare pichle aur pehle walo par Rahem farmaye hum bhi ان شاء الله tumse aakar milne wale hain.
📕»» Mishkat Jild- 1, safa- 314
Qabr me Lahrayenge Jis Waqt Jalwe Noor Ke,
Hum Padhenge Roohe Poor Anwaar Par Lakhon Salaam.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/huzur-zinda-hain.html