___________________________________
Sawaal: Kya Farmaate Hain Ulama-E-Ahle Sunnat O Jama'at Masaaile Zail Mein:
1). Esaale Sawaab Bar Roohe Sayyedina Imam Husain Radiallahu Anhu Baroz Aashoora Jaaiz Hai Ya Nahi❓
2). Taaziya Banaana Aur Mehndi Nikaalna Aur Shabe Aashoora Ko Roshni Karna Jaaiz Hai Ya Nahi❓
3). Majlis-E-Zikr-E-Shahaadat Qaaim Karna Aur Is Mein Mirza Dabeer Aur Anees Waghaira Rawaafiz (Shiao'n) Ka Kalaam Padhna Bataur-E-Soz Khwaani Ya Tehtul-Lafz Jaaiz Hai Ya Nahi Aur Alhle Sunnat Ko Aisi Majaalis Mein Shareek Hona Makrooh Hai Ya Haraam Ya Jaaiz Hai❓
4). Hazrat Qaasim Ki Shaadi Ka Midaane Karbala Mein Hona Jis Bina Par Mehndi Nikaali Jaati Hai Ahle Sunnat Ke Nazdeek Saabit Hai Ya Nahi? Dar Soorat Adme Suboot Is Waaqiye Mein Hazrat Imam Hasan Radiallahu Anhu Ki Saahebzaadi Ki Nisbat Hazrat Qaasim Ki Taraf Karna Khaandan-E-Nabuwwat Ke Saath Be-Adabi Hai Ya Nahi❓
5). Roze Aashoora Ko Mela Qaaim Karna Aur Ta'aziyo'n Ko Dafn Karna Aur Un Par Faatiha Padhni Jaaiz Hai Ya Nahi? Aur Baarahvin Aur Beeswin Safar Ko Teeja Aur Daswaa'n Aur Chaleeswa'n Aur Majaalise'n Qaaim Karna Aur Mela Lagaana Jaaiz Hai Ya Nahi❓
Jawaab:
1). Roohe Pur-Futooh Imam Husain Radiallahu Anhu Ko Eisaale Sawaab Bar Wajhe Sawaaab Aashoora Aur Har Roz Mustahab Wa Mustahsan Hai.
2). Taa'ziyah Mehndi Roshni Mazkoor Sab Bid'at O Najaaiz Hai.
3). Nafs Zikr Shareef Ki Majlis Jis Mein Un Ke Fazaail O Manaaqib Wa Ahaadees Wa Riwaayaate
Sahih Wa Mo'tabar Hai, Bayaan Kiye Jaayein Aur Gham Parwari Na Ho Mustahsan Hai Aur Marsiye Haraam, Khusoosan Raafziyo'n (Shiao'n) Ke Ke Tabarraye Mal'oona Se Kamtar Khaali Hote Hain, Ahle Sunnat Ko Aisi Majaalis Mein Shirkat Haraam Hai.
4). Na Yeh Shaadi Saabit Na Yeh Mehndi, Siwa Ikhtira Ikhtraa'i Ke Koi Cheez. Na Yeh Ghalat Bayaani Had Khaas Tauheen Tak Baaligh.
5). Aashoora Ka Mela Laghv Wa Lahu Wa Mamnu' Hai. Yunhi Ta'ziyo'n Ka Dafn Jis Taur Par Hota Hai, Niyyate Baatila Par Mabni Aur Ta'zeem Bid'at Hai Aur Ta'ziyah Par Jahal Wa Hamaq Wa Be-Maa'na Hai, Majliso'n Aur Melo'n Ka Haal Oopar Guzra, Neez Eisaale Sawaab Ka Jawaab Ke Har Roz Mehmood Hai Jab Ke Bar Wajah Jaaiz Ho.
📕»» (Fataawa Rizviya Jadeed, Jild: 24, Pg: 504, Raza Foundation Lahore)
___________________________________
🖌Post Credit - Shakir Ali Barelwi Razvi wa Ahliya Mohtarma
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/bidaat-ke-khilaaf-fatwe.html