___________________________________
🌟 Gair Muqallideen Kehte Hain Jab 4ron Imam Haq Par Hai To Aap Sirf Imam Azam Abu Hanifa Ki Hi TAQLEED Kyu Karte ho?
Sab Ke Maslak Pe Amal Karna Chahiye, Hum Arz Karenge Ki Beshak 4ron Aimma HAQ Par Hain Magar Shariat Ke Tamam Masayel Me Sirf 1 Hi Imam Ki Taqleed Karna Jise TAQLIDE SHAKHSI Kehte Hain Jayez Hai, Balki Is Zamane Me TAQLIDE SHAKHSI Hi Wajib Hai Aur TAQLIDE MUTLAQ Sakht Mana Hai.
SAHABA E KIRAM Ke Zamane Me TAQLEEDE MUTLAQ (AAM TAQLEED) Aur Taqleede Shakhsi Dono Ka Riwaj Tha.
Dekhiye Iska Jame Saboot Sahi Bukhari Ki Hadees Me -
Hazrat Abu Musa Ashari (Radi Allahu Anhu) Se Logo Ne Koi Masla Pucha Aapne Jawab Diya, Un
logo Ne Yahi Masla Hazrat Abdullah Bin Masood Se Pucha To Unka Jawab Hazrat Abu Musa Ke Jawab Se Alag Tha, Logon Ne Hazart Abu Musa Se Kaha Ki Aapka Jawab Hazrat Ibne Masood Se Alag Hai, Aapne Faramaya, Aye Logon Jab Tak Ye MUTA'BAH'HIRR (ILAM KA SAMANDAR, Yani Abdullah Bin Masood) Maujood Hain Mujhse Koi Masla Na Puche.
📕»» {صحیح بخاری' کتاب الفرائض' جلد-۲' صفحہ-۹۹۷}
Dekhiye Kya Hazrat Abu Musa Ashari Koofa Walo Ko 1 Imam Aur Faqeeh Ki TAQLEED Ka Paband Nahi Kar Rahe hain?
Jab Tak Ye Hain Inhi Se Masla Pucho Aur Dusron Se Nahi, Kya Ye Taqleede Shakhsi Nahi Hai?
___________________________________
🖌Musannif - Gaziye Ahlesunnat Munazire Islaam Fatahe Gair Muqallidiyat Hazrat Allama Wa Maulana Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab Qibla.
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/taqleed.html