___________________________________
"TAQLEED PAR AITERAZZAT KE JAWAABAT"
🌟 Aaiye Hum Unke Quran Se Kiye Jane Wale Aiteraz ka HAQIQI Jayza Len Kya Wo Farman Waqai 4 Imam Ki Taqleed Karne Walon Ke Liye Hai?
TAQLEED PAR Gair Muqallideen Ka Quran Se Aiteraz-
"Aur Jab Unse Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare Par Chalo To Kahege Hum To Usi Pe Chalege Jis Par Apne Baap Dada Ko Paya, Agar Che Unke Baap Dada Na Kuch AQL Rakhte Hon Na Hidayat.
📕»» {Para-2,Ruku-5, sure BAQRA Aayat-170}
Gaor Kijiye Aur Bataiye Kya Is Ayat Ko Muqallido Par Fitt Karna Jayez Hai?
Ye Ayat To Arab Ke Mushriko Ke Liye Nazil Hui Jo Apne Baap Dada Ki Tarah Buton ke Pujari The, Jab Unse Kaha Jata Tauheed Risalat Aur Akhirat Pe Imam Lao To Wo Kehte
Hamare Baap Dada Ne Ye Chiz Na Maani Aur Is Tarah Wo Gumrahi Me Aur Deen Ki Bunyadi Baton Me Baap Dada Ki Taqleed Karte The.
Aur Hum Pehle Hi Bata Chuke Hain Ki Deen Ki Bunyadi Baton Me Kisi Ki TAQLEED Jayez Nahi.
Hum To Char Imamo Ki TAQLEED Quran O Sunnat Ko Tafseel Se Samjhne Ke Liye Karte Hain. Is Liye Is Ayat Ko Musalmano Pe Chaspan Karna Jihalat Hai.
___________________________________
🖌Musannif - Gaziye Ahlesunnat Munazire Islaam Fatahe Gair Muqallidiyat Hazrat Allama Wa Maulana Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab Qibla.
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/taqleed.html