___________________________________
✔ Hadees No.12
Hazrate Bureeda se marvi hai ki jab log qabro ki ziyarat ko jaate to Rasoolullah ﷺ unhe ye alfaz sikha dete
▶ Aye momino aur musalamano ke ghar walo tum par salamati ho In sha Allah hum bhi tum se zaroor milne wale hain Hum Allah Ta'ala se apne aur tumhare liye Aakhirat me azaab se salamati mangte hain.
▶ In Ahadees Ko padh kar aap ko lagega ki Huzoor ﷺ ne qabro ki ziyarat ke waqt jo dua taleem farmayi hai uska tareeqa aisa hai jaise zindo se baat chit aur dua wa salaam karte hain aur manna
padega ke marne ke baad insaan ek khaas qism ki zindagi ke sath zinda hai.
Kaash Mehshar Mein Jab Unki Aamad Ho Aur,
Bheje Sab Unko Shaukat Pe Lakhon Salaam.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/huzur-zinda-hain.html