___________________________________
✅Hadees No.5
Hazrate Abu Huraira رضي الله عنه Farmate Hai ki Maine Rasoolullah ﷺ ki khidmat me Arz kiya ki main Aap se Bahut Saari Hadeese Sunta hu lekin Bhool jata hu Aap ﷺ Ne Farmaya Apni Chadar Failao, Maine Apni Chadar Bicha di.
Aap ﷺ ne dono hatho se Lap Bana Kar Chadar me kuch Daal diya Aur Farmaya is ko lapet lo.
Maine Chadar ko lapet liya aur iske baad Main kabhi Koi baat nahi bhoola.
📕»»Bukhari Jild 1 Safa 22
✨Is Hadees Ko Dekhiye Kaise Roohani Ikhtiyarat hai Aur Kaisi Khudada Qudrat (khuda ki janib se atayi qudrat) hai.
Huzoor ﷺ khali chadar me ba zahir khali lap daalte hai aur kaisi be-misaal yaad-dasht ataa kar
Farmate hai Aur Huzoor ﷺ ki ataa wa bakhshish ka nateeja hai ki Hazrate Abu Huraira رضي الله عنه se jitni Ahadees Riwayat ki Gai Hain wo aur kisi Sahabi se nahi.
💖Mere Raza Ne Khatme Sukhan Ispe Kar diya,
💖Khaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahu Tujhe.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/ikhtiyaarat.html