___________________________________
✔ Hadees No.6
Hazrate Abdullah Bin Abbas رضی اللہ عنہ se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ arzak ghaati se guzare, Farmaya ye kounsi ghaati hai arz kiya gaya Arzak Farmaya goya kee Main Hazrate Moosa عليه السلام ko dekh raha hun jo pahadi se niche utar rahe hain aur buland Awaaz se Izzo Inkesari ke sath Allah Ta'ala ke liye Hajj ki talbiyah padh rahe hain.
Fir Huzoor ﷺ Harsha pahadi par tashreef laye farmaya ye kounsa pahadi ka raasta hai arz kiya gaya iska Naam Harsha hai to Huzoor ﷺ ne farmaya ke main Mataa ke bete Hazrate Younus عليه لسلام ko ek purgosht surkh Oontni par dekh raha hun wo unka Jubbah pehne huye hain unki oontni ki muhaar khuzoor ki chhaal se bani huyi hai aur wo Hajj ke liye talbiyah padh rahe hain.
📘»» Muslim Jild 1 safa 94
➡ Yaani Jin Ambiya e kiraam ke wisaal ko kayi-kayi Hazaar Saal guzar chuke the unko
Huzoor ﷺ ne Hajj ke liye Talbiyah padhte huye yani Hajj karte huye Mulahija Farmaya (Aankh Se dekha ).
Ambiya Ko Bhi Ajal Aani hai,
Magar aesi ki Faqat Aani Hai.
Phir Usi Aan Ke Baad Unki Hayaat,
Misle Sabiq Wahi Jismani Hai.
Ye Hai Hayye Abdi Inko Raza,
Sidqe Wada Ki Qaza Mani hai.
___________________________________
📌 Click Here For Other Parts-
https://MjrMsg.blogspot.com/p/huzur-zinda-hain.html